Song: Tumhi Ho Bandhu
Movie: Cocktail
Singer: Neeraj Sridhar, Kavita Seth
Music Director: Pritam
Lyrics By: Irshad Kamil
Tumhi Ho Bandhu Lyrics:
Yaara tere sadke ishq sikha
main toh aayi jag tajh ke ishq sikha
Main toh yaara tere sadke ishq sikha
Main toh aayi jag tajh ke ishq sikha
Jab yaar kare parwah meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Jag mujhpe lagaaye pabandhi
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Everytime every minute of the day
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Dil ki takhti par hoon likhti ishqan ishqan
Jag kya jaane dil ko mere ishqan kiska
Dil ki takhti par hoon likhti ishqan ishqan
Jag kya jaane dil ko mere ishqan kiska
Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwah iss duniya ki
Tu jeet meri jag haar meri
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Everytime every minute of the day
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Bann ke chaahat nazron se khat
Likhna likhna
Tu hai jaisa mujhko waisa
Dikhna dikhna
Bann ke chaahat nazron se khat
Likhna likhna
Tu hai jaisa mujhko waisa
Dikhna dikhna
Besabak susrooron ka saaqi
Mujhe kya parwaah iss duniya ki
Tu paas mere jag paas mere
Main hoon hi nahi iss duniya ki
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Everytime every minute of the day
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Tumhi din chadhe
Tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu
Sakha tumhi
Other songs from movie Cocktail ==> Click here
