Song: Kya Raaz Hai
Movie: Raaz 3
Banner: Fox Star Studios, Vishesh Films
Singer: Zubeen Garg, Shreya Ghoshal
Music Director: Jeet Ganguly
Lyrics By: Kumaar
Kya Raaz Hai Lyrics:
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Main ru-baru hoon aasmaan ke
Aks meri dastaan ke
Chaa gaye sabki nigaahon mein
Muthi mein hai saara jahan yeh
Maine jo chaha yahan pe
Aa gaya meri panaahon mein
Yeh shauhraton ke naach hai
Yeh daulatien joh aaj hai
Sab kuch yahan ek raaz hai
Haan raaz hai
Khud pe mujhe jo naaz hai
Yeh jo naya andaaz hai
Sab kuch yahan ek raaz hai
Haan raaz hai
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Morey sayiaan sayiaan
Morey sayiaan
Kaahe chodhi mori bayiaan
Mori bayiaan
Morey sayiaan
Sayiaan sayiaan
Kaise modh pe laaya mujhko
Mera faisla
Haath se manzil
Pairon se chootha hai raasta
Meri khataaon ki maine
Ab paayi hai sazaa
Aage ab kya mera hashr ho
Jaane woh khudaa
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Marhaba
Marhaba marhaba marhaba marhaba
Main ru-baru hoon aasmaan ke
Aks meri dastaan ke
Chaa gaye sabki nigaahon mein
Muthi mein hai saara jahan yeh
Maine jo chaha yahan pe
Aa gaya meri panaahon mein
Yeh shauhraton ke naach hai
Yeh daulatien jo aaj hai
Sab kuch yahan ek raaz hai
Haan raaz hai
Khud pe mujhe jo naaz hai
Yeh jo naya andaaz hai
Sab kuch yahan ek raaz hai
Haan raaz hai
Kya raaz hai
For Other Songs From Raaz 3 ==> Click Here
